Roman script

ha judaa nahi tu haan judaa sa hai tu haan

gayab hai lapata haan lekin tu har jagaha hai

shiddat se chahta hu duaa mein maangta hu

raaton ko jaagta hu main tere hi liye

aankhon se beh raha hu bin bole keh raha hu

har gum ko seh raha hu mai tere hi liye

tujh bin adhura, adhura sa lgu

khudko aa tujhse mukammal mai karu

chahiye mujhko tu chahiye

haan mujhe sirf tu chahiye,  ho, wo, ho

woh raat ki deewaar ho ya subha ka ujla dar

is paar se us paar tak mujhe aaye tu nazar

woh raat ki deewaar ho ya subha ka ujla dar

is paar se us paar tak mujhe aaye tu nazar

tu aasmaan se zameen tak tu gumaan se hai yakeen tak

tujh bin adhura, adhura sa lagu

khudko aa tujhse mukammal mai karu

chahiye mujhko tu chahiye, haan mujhe sirf tu chahiye

shiddat se chahta hu duaa mein maangta hu

raaton ko jaagta hu main tere hi liye

aankhon se beh raha hu bin bole keh raha hu

har gum ko seh raha hu mai tere hi liye

mai jam gaya hu barf sa mujhe chuke kar ravaa

is jism ke safar mai hai kahi ruh ka nishaan

mai jam gaya hu barf sa mujhe chuke kar ravaa

is jism ke safar mai hai kahi ruh ka nishaan

hai pyaas mai talaash mai ummeed mai tu hi aas mai

tujh bin adhura, adhura sa lagu

khudko aa tujhse mukammal mai karu

chahiye mujhko tu chahiye, haan mujhe sirf tu chahiye

shiddat se chahta hu duaa me maangta hu

raaton ko jaagta hu mai tere hi liye

aankhon se beh raha hu bin bole keh raha hu

har gum ko seh raha hu mai tere hi liye

Explore this song