Roman script

shehnaiyo ke sur mein baji sajna ki dhun

baji sajna ki dhun

sasural jane wale jara baat bhi to sun 

sasural jane wale jara baat bhi to sun 

baji sajna ki dhun

sasural jane wale jara baat bhi to sun 

jaaoge kaha bhul ke bachpan ka jamana 

shahar se koi rasta nahi laut kar aana 

chamkega tere mathe par sindhur ka sagun 

sindhur ka sagun 

sasural jane wale jara baat bhi to sun 

baji sajna ki dhun

shehnaiyo ke sur mein baji sajna ki dhun

sasural jane wale jara baat bhi to sun 

dhadkega jiya aut mein main chhupke dekhugi

kahege ab aaj radhika se shyam milege

malik tu hai aaya laya pyar ka sagun 

tere pyar ka sagun 

sasural jane wale jara baat bhi to sun 

baji sajna ki dhun

shehnaiyo ke sur mein baji sajna ki dhun

sasural jane wale jara baat bhi to sun

Explore this song