Roman script

shehar dar shehar liye phirta hu tanhai ko

kaun sa naam du main teri shanasayi ko

koi mehfil ho tera naam to aa jata hai

koi mehfil ho tera naam to aa jata hai

jaan kar saath laga rakha hain ruswai ko

jis taraf jayiye hai khokhle lafzo ka hujum

kaun samjhe yahan aawaz ki gahrai ko

kaun samjhe yahan aawaz ki gahrai ko

shehar dar shehar liye phirta hu tanhai ko

khoob waqif hu main duniya ke chalan se rashid

maine parwat nahin samjha hai raai ko

maine parwat nahin samjha hai raai ko

shehar dar shehar liye phirta hu tanhai ko

kaun sa naam du main teri shanasayi ko

shehar dar shehar liye phirta hu tanhai ko

Explore this song