Roman script

shehar ki galiyo me charcha hai aam
sathi naya dhunda tune 
aaj sawere akhbar me likhi ye kahani sari 
tu kisi ki baho me thi kal se ninde churake hamari
shehar ki galiyo me charcha hai aam
sathi mila mujhko mera akhbar me kya nahi ye pada 
kal ki hasin rat sari tum rat bhar meri baho me the
na baho me mai thi tumhari
mr nihal yu mat nikal bolo piya roye jiya
bolo bolo piya roye jiya
roko ye barsate rone ki ye bate
maine shararat ye ki thi 
kar do mujhe maf tum janejaa
kasam hai tumhe to mere pyar ki 
pehle rulate ho phir to manate ho 
ye kya saza hai tumhari agar pyar hai to satate ho kyo
sanam ye tumhari aadat hai buri
you are my life kal hogi wife 
chup na raho kuch to kaho 
dekho chup na raho kuch to kaho 
mujhko lagi pyari ye bat tumhari
to shadi ka kab hai irada
jab tum kahogi banuga mai dulha
ye wada mera aaj tumse raha
ho jayege sapne sach sare apne 
jis din chadugi mai doli
itna tumhe pyar mai to karunga
ke bhulogi babul ki tum to gali
shehar ki galiyo me charche honge aam
pagal ho sara zamana puchho agar bat kuch bhi is dil ki
is jaha ne banaya fasana sachi mohabbat hamari hai ye
duniya ne to aakhir ye mana
duniya ne to aakhir ye mana

Song details

singer: Anuradha Paudwal, S P Balasubramaniam