Roman script

shishe ka mera badan machlu mai jaise agan

neelam si meri aankhe billori meri bahe

neelam si meri aankhe billori meri bahe

aaja aaja aaja aaja aaja aaja

shishe ka mera badan

mahfil mahfil charcha mera sabke lab par kissa mera

mere ek ishare par chhod de jamane ko

jisko kah du ban ja mera

jalti hai meri sanse dil me hai teri chahe

aaja aaja aaja aaja aaja aaja

shishe ka mera badan machlu mai jaise agan

shishe ka mera badan

pyasi pyasi hai har najar jakhmi jakhmi sabke jigar

gum chupake haste ho pyar ko taraste ho

rakhti hu mai sabki khabar

jalwo ki barsate bhar dengi teri rate

haye re jalwo ki barsate bhar dengi teri rate

shishe ka mera badan machlu mai jaise agan

shishe ka mera badan machlu mai jaise agan

neelam si meri aankhe billori meri bahe

neelam si meri aankhe billori meri bahe

aaja aaja aaja aaja aaja aaja

shishe ka mera badan machlu mai jaise agan

shishe ka mera badan

Explore this song