Roman script

shayar e fitrat hu main 

jab fikr farmata hu main 

ruh bankar zarre zarre me 

sama jata hu main 

ruh bankar zarre zarre me 

sama jata hu main 

teri mahfil tere jalwe 

fir takaja kya juru 

teri mahfil tere jalwe 

fir takaja kya juru 

le utha jata hu jalim 

le chala jata hu main 

le utha jata hu jalim 

le chala jata hu main 

hay ri majbooriya 

karte mohbbat ke liye 

hay ri majbooriya 

karte mohbbat ke liye 

mujhko samjhate hain wo aur 

unko samjhata hu main

mujhko samjhate hain wo aur 

unko samjhata hu main

ek dil hai aur tufane 

hawa jis e jiagar 

ek dil hai aur tufane 

hawa jis e jiagar 

ek shishsa hai ki har  

pathar se takrata hu main 

ek shishsa hai ki har  

pathar se takrata hu main

Explore this song