Roman script

sharma ke badlo me chanda kyu chhup raha hai

ham pyar kar rahe hai shayad use pata hai

sharma ke badlo me

sapno me khoye huye hai ham dono sapno ke rahi

hamne kiya pyar kitna dega yahi toh gawahi

chahat kaa lamha lamha likhta yeh ja raha hai

ham pyar kar rahe hai shayad use pata hai

sharma ke badlo me chanda kyu chhup raha hai

ham pyar kar rahe hai shayad use pata hai

sharma ke badlo me

sadiyo se yeh dekhta hai milna dilo se dilo ka

leta hai phir kyu sahara udte huye badlo ka

chupke se kyu naa dekhe iski yahi ada hai

ham pyar kar rahe hai shayad use pata hai

sharma ke badlo me chanda kyu chhup raha hai

ham pyar kar rahe hai shayad use pata hai

sharma ke badlo me ham pyar kar rahe hai

sharma ke badlo me

Explore this song