Roman script

sharabiyo sharabiyo sharabiyo sharabviyo 

sharabiyo in aankho me dekho

sharabiyo in aankho me dekho

ye jaam tumne piya hai

nasha mujko huaa hai

aisa in aakho me kya hai kaisa ye jadu chala hai

nashe me sara jahan hai mujhe bhi hosh kahan hai

shama me ham parvane mere to sab divane 

jalwe me kya mja hai ye to aasik hi jane

tanhayi rato me bato hi bato me 

maine ye kya keh diya

o sharabi sharabiyo sharabiyo sharabviyo 

kehta hai kaise hai jina piye bin muskil hai jina

kisi ka pyar ha rutha koi kar gaya vada jutha

ham bi to ha akele hale dil jante hain

seene me dard ha jo vo pahchante hain 

fir vo kahani ha yade bulani to pilo to unki dawa

o sharabi sharabiyo sharabiyo sharabviyo

sharabviyo tum aakho me dekho 

ye kya tumne piya hai nasha mujko huaa hai

Explore this song