Roman script

tujhe kasam hain saqiya 
tujhe kasam hain saqiya 
sharab la sharab de, sharab la sharab de 
utha shugu nazar mila 

har ek aisa jaam ho, ki jispe tera naam ho 

tu apne naam ki pila 
tu apne naam ki pila 
sharab la sharab de, sharab la sharab de 
utha shugu nazar mila 
utha shugu nazar mila
sharab la sharab de, sharab la sharab de 
na dil me koi gam rahe, na meri aankh num rahe 

har ek dard ko mita, har ek dard ko mita 
sharab la sharab de, sharab la sharab de 
utha shugu nazar mila 
utha shugu nazar mila
sharab la sharab de, sharab la sharab de 
bahut hasin raat hain, tera hasin saath hain 

nashe me kuchh nasha mila 
nashe me kuchh nasha mila 
sharab la sharab de, sharab la sharab de 
utha shugu nazar mila 
utha shugu nazar mila
sharab la sharab de, sharab la sharab de 
surur hain khumaar hain, bahaar hi bahaar hain 

magar jara ae dilruba 
magar jara ae dilruba
sharab la sharab de, sharab la sharab de 
utha shugu nazar mila 
utha shugu nazar mila
sharab la sharab de, sharab la sharab de

Song details

Song video

Watch on YouTube