Roman script

sharaabi naina ka tere zamana deewana 

tu may hai main hoon tera maykhana

sharaabi naina ka tere zamana deewana 

tu may hai main hoon tera maykhana

tere gore gulabi gaalo pe kurbaan jag saara

tere gore gulabi gaalo pe kurbaan jag saara

sitam hai uspe sitam hai uspe tera 

muskurana jaanejana 

tu may hai main hoon tera maykhana

sharaabi naina ka tere zamana deewana 

tu may hai main hoon tera maykhana

teri ulfat me jaane log kitne jaan kho baithe

teri ulfat me jaane log kitne jaan kho baithe

khuda ke vaaste khuda ke vaaste naa dil ko mere thukrana

tu may hai main hoon tera maykhana

sharaabi naina ka tere zamana deewana 

tu may hai main hoon tera maykhana

chalo us desh ko jaaye jaha duja koi naa ho 

chalo us desh ko jaaye jaha duja koi naa ho 

aao ek baar to aao ek baar to naa laut ke kabhi jaana 

tu may hai main hoon tera maykhana

sharaabi naina ka tere zamana deewana 

tu may hai main hoon tera maykhana 

tu may hai main hoon tera maykhana

tu may hai main hoon tera maykhana 

tu may hai main hoon tera maykhana

tu may hai main hoon tera maykhana

Explore this song