Roman script

shamshan jala, insan jala

shamshan jala, insan jala

lo dharti ki chhati par hi

dharti ka mehman jala

shamshan jala, insan jala

lo dharti ki chhati par hi

dharti ka mehman jala

shamshan jala, insan jala

kis tarah, jeeyu maru mai

kisko apna haal sunaye

aag to jal kar, raakh hui hai

aag to jal kar, raakh hui hai

ghar jaye to kaise jaye

us ghar me kya rah gaya baki

jis ghar ka bhagwan jala

shamshan jala, insan jala

kadam kadam par thokar khata

apne aap ko bhulta jata

marna chahe, mar na sake ye

marna chahe, mar na sake ye

aur jeene se hai ghabrata

dil me lekar dard hazaro

firta hai ik jane jala

shamshan jala, insan jala

shamshan jala, insan jala

Explore this song