Roman script

shamo sahar hai safar hi safar

shamo sahar hai safar hi safar

hamara watan hai kaha

sitaro se aage sitaro se aage

rahe hum hamesha rawa

rahe hum hamesha rawa

sitaro se aage sitaro se aage

hamara watan hai kaha

sitaro se aage sitaro se aage

safar umar bhar tera hoga na hasil

ye dunia bani hai safar hi ki khatir

safar hi ki khatir

safar umar bhar tera hoga na hasil

ye dunia bani hai safar hi ki khatir

safar hi ki khatir

chala chal musafir chala chal musafir

gaye hai kayi karwa 

sitaro se aage sitaro se aage

hamara watan hai kaha

sitaro se aage sitaro se aage

yahi hum kahi ghar banane ke kayal

jaha sham hoye wahi apni manjil

wahi apni manjil

yahi hum kahi ghar banane ke kayal

jaha sham hoye wahi apni manjil

wahi apni manjil

na toofan ka dar na parwane ka dar

rahegi ye kashti rawa

sitaro se aage sitaro se aage

hamar watan hai kaha

sitaro se aage sitaro se aage

shamo sahar safar hi safar

shamo sahar safar hi safar

Explore this song