Roman script

samma pe parvana jalne se darta nahi 

samma pe parvana jalne se darta nahi 

jaan chali jaye magar, bach ke gujrta nahi 

samma pe parvana jalne se darta nahi 

yu to garjte hain sabhi, kaun barsata hain 

kaun barasata 

baat banane ka yaha, bas yahi rasta hain 

bas yahi rasta hain 

o marne ko kahte hain magar

marne ko kahte hain magar, koi bhi marta nahi

samma pe parvana jalne se darta nahi 

jaan me tufaan ko kaha, laate hain dilwale 

laate hain dilwale 

khel pe maujo se gujar jate hain dilwale 

jaate hain dilwale 

o dar ke jo ruk jaya kabhi 

dar ek jo ruk jaye kabhi, paar utarta nahi 

samma pe parvana jalne se darta nahi 

aaj se ham tere huye, chahe koi roke 

chahe koi roke 

hamne jo chaha tha wahi, baat rahi ho ke 

baat rahi ho ke 

o fir se agar dil na mile 

fir se agar dil na mile, pyar sanwarta nahi 

samma pe parvana jalne se darta nahi 

samma pe parvana jalne se darta nahi

Explore this song