Roman script

shama kahti hai parwane se dil lagana na is jamane se 

mitege na hum tere mitane se o jalim tere mitane se 
jalage na hum tere jalane se o jalim tere jalane se 
koi keh de ye jamane se bach ke raho baigano se 
shama kahti hai parwane se dil lagana na is jamane se 
dekho ji dekho sham swere dekho ji dekho sham swere
karte ho kyu mere galiyo ke fere karte ho kyu mere galiyo ke fere
manege na hum manane se 
shama kahti hai parwane se dil lagana na is jamane se 
shama kahti hai parwane se dil lagana na is jamane se 
hum to nigahe milayege hum to nigahe milayege
tir kaleje par khayenge ho tir kaleje par khayenge
bina bulaye aayege bina bulaye aayege 
roj nayi bahane se 
shama kahti hai parwane se dil lagana na is jamane se 
shama kahti hai parwane se dil lagana na is jamane se 
shama kahti hai

Song details

Song video

Watch on YouTube