Roman script

kshama karo meri bhul

nath main hu charno ki dhul

kshama karo meri bhul

nath main hu charno ki dhul

nath main hu charno ki dhul

hans ke ab swikar karo

mere ansuo ke phul

main hu charno ki dhul

main hu charno ki dhul

tumne pher li ankhiya to

sab jag andhiyara lage

tumne pher li ankhiya to

sab jag andhiyara lage

rain to pahle hi kaari thi

ab din bhi kara lage

ab din bhi kara lage

kshama karo meri bhul

nath main hu charno ki dhul

nath main hu charno ki dhul

hans ke ab swikar karo

mere ansuo ke phul

main hu charno ki dhul

main hu charno ki dhul

tum sabka dukh jaano tumhi sabki peer haro

tum sabka dukh jaano tumhi sabki peer haro

main bhi tumhari daasi hu

mujh par bhi kripa karo

mujh par bhi kripa karo

mujh par bhi kripa karo

kshama karo meri bhul

nath main hu charno ki dhul

nath main hu charno ki dhul

hans ke ab swikar karo

mere ansuo ke phul

main hu charno ki dhul

main hu charno ki dhul

Explore this song