Roman script

shama gul karke na ja 
yu ke jala bhi na saku 
shama gul karke na ja 
yu ke jala bhi na saku 
roshani teri mohabbat ki
mai pa bhi na saku
shama gul karke na ja 
badguma itna na ban
hath jhatkane wale
badguma itna na ban
hath jhatkane wale
hath jhatkane wale
apni bigdi huyi kismat ko
bana bhi na saku 
shama gul karke na ja 
ek hi raat me aansu ke 
chrag itne jale
ek hi raat me aansu ke 
chrag itne jale
chrag itne jale
gham agar dil ka chhupau 
to chhupa bhi na saku 
shama gul karke na ja 
jane wale mujhe kis raah me 
choda tune 
jane wale mujhe kis raah me 
choda tune 
choda tune 
yaad aa bhi na saku  
tujhko bhula bhi na saku
shama gul karke na ja 
yu ke jala bhi na saku

Song details

Song video

Watch on YouTube