Roman script

shaam ki tanhayian hai pyar ki angdaaiyaan hai 

aise me tu aaja sanam 

ye sitare ye najare puchte hai bar bar 

chand nikla raat aayi kyo na aaya tera pyar 

kyo na aaya tera pyar 

ye teri ruswaiyan hai aise me tu aaja sanam 

sham ki tanhayian hai 

chandani se kah raha hai chand apne dil ka raaj 

rut hain hai tu nahi re kaun chhede dil ka saaj  

kaun chhede dil ka saaj  

tumse ye shahnaiyan hai aise me tu aaja sanam 

aise me tu aaja sanam

sham ki tanhayian hai 

jal uthi hai har shamma aur jugnu parwane bane 

bulbulo ke geet sunke phool diwane bane 

phool diwane bane 

ishq si parchhaiyan hai aise me tu aaja sanam 

aise me tu aaja sanam 

shaam ki tanhayian hai

Explore this song