Roman script

mahbuba mahbuba

are shaharo me se shahar suna bhai shahar suna tha dilli

dilli shahar me chandani naam ki ladaki mujhse mili

uski jhil si aankho me haye dil mera duba

bani wo meri yahi wo meri tu hai wo meri mahbuba

tu hai wo meri mahbuba, tu hai wo meri mahbuba

mahbuba

maine tujhko dekha to pahali nazar me jaan liya

hai mera mahabub tu hi maine tujhe pahchan liya

khwabo aur khayalo ki galiyo me jisko dhudha

bana tu mera ha bani tu meri bani main teri mahbuba

bani main teri mahbuba, bani main teri mahbuba

ha shaharo me se shahar suna bhai shahar suna tha dilli

dilli shahar me chandani naam ki ladaki mujhse mili

uski jhil si aankho me haye dil mera duba

bani wo meri ha yahi wo meri tu hai wo meri mahbuba

tu hai wo meri mahbuba, tu hai wo meri mahbuba

mahbuba

mujhko ye parvaah nahi ab kya sabki marzi hai

sabki marzi ko chhodo ye to rab ki arzi hai

hum dono ke bich me ab na aaye koi duja 

bani tu meri bani main teri

tu hi to meri mahbuba, main hu wo teri mahbuba

tu hi to meri mahbuba

ha shaharo me se shahar suna bhai shahar suna tha dilli

dilli shahar me chandani naam ki ladaki mujhse mili

uski jhil si aankho me haye dil mera duba

bani wo meri yahi wo meri tu hai wo meri mahbuba

tu hai wo meri mahbuba, tu hai wo meri mahbuba

tu hai wo meri mahbuba, tu hai wo meri mahbuba

main hu wo teri mahbuba

Explore this song