Roman script

shahanai baji tere ghar mein

shahanai baji tere ghar mein

aur mere ghar mein maatam hai

meri maut ka jashn manane laga

meri maut ka jashn manane laga

bada zaalim mera humdam hai

shahanai baji tere ghar mein

aur mere ghar mein maatam hai

shahanai baji

lo mehandi racha kar hatho pe

meri laash pe dilbar aaya hai

lo mehandi racha kar hatho pe

meri laash pe dilbar aaya hai

roya na wo baitha paas mere

meri maut ka usko kyaa gham hai

shahanai baji tere ghar mein

aur mere ghar mein maatam hai

shahanai baji tere ghar mein

main zinda tha to mil na saka

ab kabr pe meri aaya hai

main zinda tha to mil na saka

ab kabr pe meri aaya hai

main kafan mein wo shaadi ke jode

ye kaisa milan ka mausam hai

shahanai baji tere ghar mein

aur mere ghar mein maatam hai

shahanai baji tere ghar mein

dil ki dhadkan ka saaz ruka

aur jism ki garmi khatam huyi

dil ki dhadkan ka saaz ruka

aur jism ki garmi khatam huyi

saanso ki maala tut gayi

ab dard bhara ek aalam hai

shahanai baji tere ghar mein

aur mere ghar mein maatam hai

meri maut ka jashn manane laga

meri maut ka jashn manane laga

bada zaalim mera humdam hai

shahanai baji tere ghar mein

shahanai baji tere ghar mein

shahanai baji tere ghar mein

shahanai baji tere ghar mein

Explore this song