Roman script

shah ka rutba shehanshaho si teri baat hai

shah ka rutba shehanshaho si teri baat hai

ho shaho ka jo shah uska tere sar pe hath hai

shaho ka jo shah uska tere sar pe hath hai

tere kadmo ke tale mitti bhi sona ban gayi

jar hua dushman jaha shamshir teri tan gayi ha

tu vali hai tu meherbaan hai nigheban hai tuhi

hai farishte bhi barastish me teri kurban wallah

tu vali hai tu meherban hai nigheban hai tuhi

ban gaya ksanun jo bhi tu likhe parvan wallah ho

nazaara jannato ka aaj tere rubaru hai

tera lakhte jigar saaya hai tera hubahu hai

ha sadke aaj uske sar ke sehre ke sabhi hai

ke teri saltanat ke takht ka woh jaan-e-sheen hai

gurur ye jalwa rahe, udta puha mukhta rahe

teri jeet ki raftaar se har haar hai istaa rahe

teri kismat khud tere haatho khilauna ban gayi

jar hua dushman jaha shamsheer teri tan gayi

tu vali hai tu meherban hai nigehban hai tuhi

hai farishte bhi barastish me teri kurbaan wallah

tu vali hai tu meherban hai nigehban hai tuhi

bann gaya kanun jo bhi tu likhe parvan wallah ho

gar diwaane aam na ho koi akbar na hua

jo tumhare sar jhuke toh shenshah main hua

allah raha mera har pal haafiz to safar yeh tai hua

gar diwaane aam na ho koi akbar na hua

ya wallah ya maula, ya wallah ya maula

ya wallah ya maula

chaar majboot naujawaan kandhe

tujhko tere khuda ne bakshe hai

inke haatho ki jo lakeere hai

tere dono jahan ke nakshe hai

zindagi to har kadam nayi dishaat hai 

ye hi to mere shehmat hai

ye dono meri kayenaat hai ya

chaar majboot naujawan kandhe

tujhko tere khuda ne bakshe hai

inke haatho ki jo lakeere hai

tere dono jahan ke nakhshe hai

ya wallah ya maula, ya wallah ya maula

ya wallah ya maula, ya wallah ya maula

Explore this song