Roman script

shadi ho pooja ho ya koi jalsa

har dam jo rehti maujud

neta ho mantri ho ya koi dakku

hai jis se sabhi ka vajud

sher sa kaleja ho sine me jiske

paas thodi si barud

hey chalta duniya me ab jiska sikka

wo to hai sala banduk iski nal bemisal

ugle hai pal me kaal isko kare jo sawal

kaun hai vo maa ka laalmaa ka laal, maa ka laal

maa ka laal iski fati uski fati

fatke ho gayi sabki sanduk 

thaye tahye thaye tahye

thaye tahye marta hai sabko hi ye bata

jaat paat sabka masla sujhaye ye bhala

na rang dekhe roop dekhe

sab pe hi hai nishana tane

thaye tahye marta hai sabko hi ye bata

iski nal bemisal ugle hai ye to kaal

isko kare jo sawal kaun hai vo maa ka laal

maa ka laal, maa ka laal iski fati uski fati

fatke ho sabki hey chalta duniya me ab jiska sikka

wo to hai sala banduk banduk

Explore this song