Roman script

bosa bosa bosa 

shuk saara bundaara shaamo shaamo 

ar mera u u shaamo shaamo 

bosa shaamo shaamo shaamo bosa bosa bosa bosa 

shabba shabba haay rabba hone laga hai nasha 

mujhko hote hi shaam 

hoy masti ye jawani ki hai ya kisike pyar ki 

ye to jaane raam 

are chali chali bosa main gali gali bosa 

par kahi nahi tha pyar to 

ab khili khili sisa meri kali kali sisa 

ki yahi kahi hai pyar wo 

shabba shabba haay rabba hone laga hai nasha 

mujhko hote hi shaam 

masti ye jawani ki hai ya kisike pyar ki 

ye to jaane raam 

are chala chala bosa main yaha waha bosa 

par kahi nahi tha pyar to 

ab mila mila sisa ha mujhe mila sisa 

ki yahi kahi hai pyar wo 

shabba shabba haay rabba hone laga hai nasha 

mujhko hote hi shaam 

masti ye jawani ki hai ya kisike pyar ki 

ye to jaane raam 

paise ki pyasi duniya kyun na samajhe 

is pyar ka nahi koi mol 

yu to zange lad kar pyar se phir milte hai 

ghum phirke ye duniya hai gol 

o.. anaarkali ke aage to akabar daada bhi 

chup rahke gusse se jaate dol 

aur majnu ranjha romio bhai sabne milke 

jaan deke sikhaye pyar ke bol 

l o v e me jo power hai wo kisi me kaha 

itna samajh le tu yaar 

pyar ki gaadi ke aage to jitni kaare hai sab bekaar 

ho shabba shabba haay rabba hone laga hai nasha 

mujhko hote hi shaam 

hoy masti ye jawani ki hai ya kisike pyar ki 

ye to jaane raam 

bade bade rocket satellite bheje upar 

teer hamara banaya hai jo computer 

par pyar na kiya duniya me to phir hai kya kiya

humne to sikha jahan me hai bas yahi 

dil le re denge wo hunar sabhi tum bhi sikho 

hum bhi to hai baaba prem pujaari 

dil ka katora liye prem bhikhari 

raam ke naam pe sun lo hamari 

pyar ki jhalak hi de do raam pyari 

aa.. shabba shabba haay rabba hone laga hai nasha 

mujhko hote hi shaam 

masti ye jawani ki hai ya kisike pyar ki 

ye to jaane raam 

are chali chali bosa main gali gali bosa 

par kahi nahi tha pyar to 

ab khili khili sisa meri kali kali sisa 

ki yahi kahi hai pyar wo 

o shabba shabba haay rabba hone laga hai nasha 

mujhko hote hi shaam 

masti ye jawani ki hai ya kisike pyar ki 

ye to jaane raam

Explore this song