Roman script

shaam savere teri yaadein aati hain

aake dil ko mere yu tadpati hain

o sanam mohabbat ki kasam

milke bichhadna to dastur ho gaya

yaadon mein teri majbur ho gaya

o sanam teri yaadon ki kasam

samjhe zamana ke dil hai khilona

jaana hain ab kya hain, dil ka lagana

nazro se ab na humko girana

mar bhi gaye to bhul na jaana

aankhon mein basi ho

par dur ho kahin

dil ke karib ho

ye mujhko hai yaki

o sanam tere pyar ki kasam

Explore this song