Roman script

shaam bhigi bhigi badan jal raha hai 
shaam bhigi bhigi badan jal raha hai 
honto ki iltaajayi aaja tujhe bulaaye
teri berukhi se dil par ek tir chal raha hai
shaam bhigi bhigi badan jal raha hai
ghabaraake aarju bhi aankhon mein aa rahi hai 
ghabaraake aarju bhi aankhon mein aa rahi hai 
aa rahi hai aa rahi hai
badali udaasiyon ki ghir ghir ke chha rahi hai
samajha chuke the dil ko ab phir machal raha hai
shaam bhigi bhigi badan jal raha hai
samajho na kyun khade ho yun dur ajnabi se 
samajho na kyun khade ho yun dur ajnabi se
ajanabi se ajanabi se
mushkil se ye ghadi to mangi thi jindagi se
afsos ye bhi lamaha aankhein badal raha hai
shaam bhigi bhigi badan jal raha hai

Song details

Song video

Watch on YouTube