Roman script

khwabon ki duniya mukammal kahan hai

jine ki khwahish mein marna yahan hai

manzil yahi hai yahi karwan hai

jine ki khwahish mein marna yahan hai

sar par uthaya hai kyun aasman ko

agar badh hai jati teri dhadkane

sehmi hai dhadkan sihri hai dhadkan

thehri hai dhadkan to kya ho gaya 

sehmi hai dhadkan sihri hai dhadkan

thehri hai dhadkan to kya ho gaya

purani kitabon ke panne sabhi

gawahi yahan dene aa jayenge

khayalon me yadon ke aakar ujale

sabhi dagh dil ke mita jayenge

kisko fikar hai tumhari yahan par

agar badh hai jaati teri dhadkane

sehmi hai dhadkan sihri hai dhadkan

thehri hai dhadkan to kya ho gaya 

sehmi hai dhadkan sihri hai dhadkan

thehri hai dhadkan to kya ho gaya

Explore this song