Roman script

raam ko to banvaas mila tha 

sita ne banvaas liya 

yahi maryada hain yahi hamari parmpara 

sahan ki shakti hi jevar hain 

bharat desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

sahan ki shakti hi jevar hain 

bharat desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

apne desh ki naari ka 

apne desh ki naari ka 

maathe par ek bal na pada 

ho maathe par ek bal na pada 

chup rah kar har kasht saha 

dil ki baat daba li dil me 

dil ki baat daba li dil me 

palko pichhe nir chhupa 

sahan ki shakti hi jevar hain 

sahan ki shakti hi jevar hain 

bharat desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

apne desh ki naari ka 

apne desh ki naari ka 

karva chauth ke vrat ki mahima 

kaise bhule pativrta 

karva chauth ke vrat ki mahima 

kaise bhule pativrta 

chndr darsh ko chali hain dekho 

chndr darsh ko chali hain dekho

puja ki thali ko sajaye 

yahi karm hain yahi dharm hain 

yahi karm hain yahi dharm hain 

bharat desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

apne desh ki naari ka 

apne desh ki naari ka 

jaha pati ka chit laga hain 

dharm ki khatir chlai waha 

tyag tapasya ki paoge 

aise koi mishal kaha 

maan pati ko parmeshvar 

sab laaj ke bandhan tod chali 

savitri ansuiya sabko 

aaj ye pichhe chhod chali 

savitri ansuiya sabko 

aaj ye pichhe chhod chali 

sahan ki shakti hi jevar hain 

bharat desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

apne desh ki naari ka 

apne desh ki naari ka 

andar rang mahal me dekho 

khuli hui hai madhushala 

fele apna phelwashana 

chume pyale ko pyala 

bahar dwar ke pativrta ke 

dil me baadal baras raha 

lekin aankho se aansu ka 

ek bhi karta na tapka 

ek bhi karta na tapka 

sahan ki shakti hi jevar hain 

bharat desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

isi liye to naam amar hain 

apne desh ki naari ka 

apne desh ki naari ka 

apne desh ki naari ka

Explore this song