Roman script

seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi 

baat ik kahni thi hamko 

baat ik kahni thi hamko, koi sunta hi nahi 

kab khushi paayi hain hamne, patthron ke desh me 

hamko to gham hi mila hai, har khushi ke bhesh me 

seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi 

baat ik kahni thi hamko 

baat ik kahni thi hamko, koi sunta hi nahi 

seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi 

kahne ko sab hamsafar hain, fir bhi begane hain log 

jaan ke pehchaan ke bhi, kitne anjaane hain log

seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi 

baat ik kahni thi hamko 

baat ik kahni thi hamko, koi sunta hi nahi 

seep me moti hain lekin, koi chunta hi nahi 

koi chunta hi nahi

Explore this song