Roman script

sayyare sayyare pyare pyare sayyare

ye zameen ke hai taare

inko khul ke chamakane to do

sayyare sayyare sayyare sayyare

ye andhero mein kyu kho gaye

sayyare sayyare ye taare ye taare

door khushiyo se kyu ho gaye

jhilmil karte saare hai

rango ke ye dhaare hai

berang hai kyu berang hai

nanhe se parinde hai

udne ke chaahat mein ye

bezaar hai kyu bezaar hai

ummeed ka ek raasta dikhaao

in laadlo mein roshni jagaao

tum thaam lo haath ye masoom sa

sayyare sayyare

ye andhero mein kyu kho gaye

sayyare ye taare

door khushiyo se kyu ho gaye

haatho ki laqeero se

roothi si taqdeero se

hairaan hai ye hairaan hai

manzil ke thikaane se

khud ko aazmaane se

anjaan hai ye anjaan hai

chehre se inke dhool to hataao

inke dilo mein aarzoo basaao

tum thaam lo haath ye masoom sa

sayyare sayyare sayyare sayyare

ye andhero mein kyu kho gaye

sayyare sayyare ye taare ye taare

door khushiyo se kyu ho gaye

Explore this song