Roman script

ye sokh najmi tu hai bahut hasi tujhko nahi khabar

mai tujh ko deh kar hairan ho gaya

kurban ho gaya chilman me daudkar tu chup gayi magar 

tere hijab ne mujhe sayar bana diya sayar bana diya

tere hijab ne mujhe sayar bana diya sayar bana diya

tere sawab ne mujhe tere sabab ne 

mujhe sayar bana diya sayar bana diya

kasmir ka kamal ya mir ki rajal

kya tera nam hai tujhko salam hai 

rakhunga umar bhar yade sambhal kar 

rakhunga umar bhar yade sambhal kar

pal bhar ke sath ki is chandni rat ki

is mahtab ne mujhe sayar bana diya, sayar bana diya

tere hizab ne mujhe sayar bana diya, sayar bana diya

gustakh mai nahi lekin o mahjabi 

kaise mai chup rahu ji chahe kuch kahu

ye husn ye ada tauba mere khuda

ye husn ye ada tauba mere khuda

chehre kitab sa mukda gulab sa tu lazwab hai

jannt ka khwab hai jannat ke khwab ne mujhe 

sayar bana diya sayar bana diya

tere sabab ne khana kharab ne jannat ke khwab ne 

is mohtab ne mujhe sayar bana diya

tere hizab ne mujhe sayar bana diya, sayar bana diya

Explore this song