Roman script

dushman ke vaste ye karamat ho gayi

chahat ke intihaa me meri maat ho gayi

ghum ke bhawar se bach ke kahi jaa na saka mai

dil jis se dar raha tha wahi baat ho gayi

sayad usne mujhko tanha dekh liya hai

sayad usne mujhko tanha dekh liya hai

sayad usne mujhko tanha dekh liya hai

dukh ne mere dukh ne mere ghar ka rasta dekh liya hai

sayad usne mujhko tanha dekh liya hai

apne aap se aankh churaye firti hun mai

apne aap se aankh churaye

apne aap se aankh churaye firti hun mai

aaine me aaine me kiska chehara dekh liya hai

sayad usne mujhko tanha dekh liya hai

vo kahi bhi gaya lauta to mere pass aaya

bas yahi baat hai achhi mere harjayi ki

kaise kah du ke mujhe chodd diya hai usne

baat to sach hai magar baat hai rusvayi ki

usne mujhe darasal kabhi chaha hi nahi tha

usne mujhe darasal

usne mujhe darasal kabhi chaha hi nahi tha

khud ko dekar khud ko dekar ye bhi dhokha dekh liya hai 

sayad usne mujhko tanha dekh liya hai

rukhsat karne ke aadab nibane hi the

rukhsat karne ke aadab 

rukhsat karne ke aadab nibane hi the

band aankho se band aankho se usko jata dekh liya hai

sayad usne mujhko tanha dekh liya hai

mai janta hu ki tu mujhko bhul jayega

magar tere bina dil kaise chain payega

bichadte vaqt vo mud mud ke dekhna tera

kasam khuda ki vo mujhe umar bhar rulayega

usse milke vaqt ka rona kuch fikari tha

usse milke vaqt ka rona

usse milke vaqt ka rona kuch fikari tha

usse bichadna usse bichad jane ka natiza dekh liya hai

sayad usne mujhko tanha dekh liya hai

dukh ne mere dukh ne mere ghar ka rasta dekh liya hai

sayad usne mujhko tanha dekh liya hai

sayad usne mujhko tanha dekh liya hai

Explore this song