Roman script

sawariya aaye hai badarwa chaye hai

sawariya aaye hai badarwa chaye hai

hone lage bechain ho fir se nain ho fir se nain

sawariya aaye hai badarwa chaye hai

sawariya aaye hai

phul khile hai armano ke

man ki bagiya jhum rahi hai

aaj hamari gaw ki dharti

paw kisi ke chum rahi hai

aaj khushi se chamak uthe hai

bujhe bujhe se nain

sawariya aaye hai badarwa chaye hai

sawariya aaye hai

suraj jaisa mukhda leke parwat jaisa sine tane

wo aaye hai jinko manwa janam janama ka sathi mane

unki lagan se unka man hai jiwan ka sukh chaian

sawariya aaye hai badarwa chaye hai

sawariya aaye hai badarwa chaye hai

hone lage bechain ho fir se nain ho fir se nain

sawariya aaye hai badarwa chaye hai

sawariya aaye hai

Explore this song