Roman script

oo sawan nahi bhado nahi sawan nahi bhado nahi

oo bindiya wali bata bin badal bijli kidhar chamki

oo bin badal bijli kidhar chamki

tune kabhi dekha hai kya tune abhi dekha hai kya

pagle nazar to utha bin badal bijli idhar chamki

oo bin badal bijli idhar chamki

arey sunkar ke mele ki dhum hum aaye hai tumhre gaanv

sunkar ke mele ki dhum hum aaye hai tumhre gaanv  

ha gori sambhalo hume kar do chunariya ki chaanv

gori sambhalo hume kar do chunariya ki chhanv

arey dil pe kahi dil pe kahi gir na pade 

dhadke hamara jiya bin badal bijli kidhar chamki

oo bin badal bijli kidhar chamki

dikhti nahi sar pe dhup sawan ke andhe ho kya ha

dikhti nahi sar pe dhup sawan ke andhe ho kya

bijli kaha baware gora badan hai mera

arey bijli kaha baware gora badan hai mera

arey thoda sa mai balkha gayi thoda sa mai balkha gayi

to jhuma mera jhumka ho bin badal bijli idhar chamki

oo bin badal bijli idhar chamki oo sawan nahi bhado nahi

sawan nahi arey bhado nahi oo bindiya wali bata

bin badal bijli kidhar chamki oo bin badal bijli kidhar chamki

oo bin badal bijli idhar chamki oo bin badal bijli kidhar chamki

ha bin badal bijli idhar chamki

Explore this song