Roman script

barkha na suhaay tere bin

kalkatte wale piya kab aaoge tum

tumko aane mein, tumko aane mein

tumko aane mein, tumko bulaane mein

kayi sawan baras gaye saajna

tumko aane mein, tumko bulaane mein

kayi sawan baras gaye saajna

dhundhate dhundhate

dhundhate dhundhate hi zamane mein

kayi sawan baras gaye saajna

tumko aane mein, tumko bulaane mein

kayi sawan baras gaye saajna

daag hai dil mein laakho gehre haaye

daag hai dil mein laakho gehre

nayan mein apne kajra na thehre

nayan mein apne kajra na thehre

sapno mein aake mila kya satane mein

kayi sawan baras gaye saajna

tumko aane mein aane mein

tumko aane mein, tumko bulaane mein

kayi sawan baras gaye saajna

beet gaya jug patiyaan kaahen haaye

roothe balam ko kaun samjhaaye

beet gaya jug patiyaan kaahen

roothe balam ko kaun samjhaaye

mann ki umango ko ro kar sunane me

kayi sawan baras gaye saajna

tumko aane mein, tumko bulaane mein

kayi sawan baras gaye saajna

paake bidesh mein sautan koi

are chain na laage o neermohi

paake bidesh mein sautan koi

chain na laage o neermohi

o neermohi o neermohi o neermohi

paake bidesh mein sautan koi

chaina na laage o neermohi

ratiyon mein bindiya sajane mitane mein

kayi sawan baras gaye saajna

kahin sawan sawan sawan

kahin sawan sawan sawan

kayi sawan baras gaye saajna

dhundhate dhundhate

dhundhate dhundhate hi zamane mein

kayi sawan baras gaye saajna

kayi sawan baras gaye saajna

sawan sawan sawan sawan

kayi sawan baras gaye saajna

kayi sawan baras gaye saajna

Explore this song