Roman script

sawan ki badariya roti hai badariya

sawan ki badariya roti hai badariya

or puch rahi hai mere sajan ki khabariya 

or puch rahi hai mere sajan ki khabariya 

sawan ki badariya roti hai badariya

askhon ki kahani unhe mein kase sunau

askhon ki kahani unhe mein kase sunau

wo toh rehta dur hai kase batau 

wo toh rehta dur hai kase batau 

rone se bhi darti hu ki keh de najariya

rone se bhi darti hu ki keh de najariya

sawan ki badariya roti hai badariya

likha hai mere bhaag mein raat tarasna

likha hai mere bhaag mein raat tarasna

o kaali gatha tu din raat ki or barasna

o kaali gatha tu din raat ki or barasna

kis muh se kahu hall dil ki suni hai najariya 

sawan ki badariya roti hai badariya

sawan ki badariya roti hai badariya

Explore this song