Roman script

sawan ki ye hawaa bawari

chhed na itt utt jagah bawari

sawan ki ye hawaa bawari

chhed na itt utt jagah bawari

teri aisi tis jagayi

ikdam se na aag laga tu

dhire dhire jala bawari

sawan ki ye hawaa bawari

khabhi tu gardan

khabhi tu gardan pe chhu kar jati hai

lipat kamini hai tu tujhko laaj nahi aati hai

khabhi tu gardan

khabhi tu gardan pe chhu kar jati hai

na na na laaj nahi aati hai

kahi se jald juhi laa de 

ya uski khushboo hi laa de 

aana mujhko saja bawari

sawan ki ye hawaa bawari

badi hatheli hai tu saheli kaam tu koi to kar de

piya hai mera sahar me uski khoj khabar lakar de 

badi hatheli hai tu saheli kaam tu koi to kar de

piya hai mera sahar me uski khoj khabar la kar de 

itne mosam kyu na aaya

kahi saath tu na le aaya 

lagta to tha bhala baware

sawan ki ye hawaa bawari

chhed na itt utt jagah bawari

teri aisi tis jagayi

ikdam se na aag laga tu

dhire dhire jala bawari

sawan ki ye hawaa bawari

Explore this song