Roman script

sawan ki pari chup chup hai khadi 

sawan ki pari chup chup hai khadi

bhigi julfe khuli hai shok nazre jhuki hai 

in adayo pe batayo pyar aaye ki na aaye 

sawan ki pari chup chup hai khadi 

sawan ki pari chup chup hai khadi

bhigi julfe khuli hai shok nazre jhuki hai 

in adayo pe batayo pyar aaye ki na aaye

sawan ki pari chup chup hai khadi 

bhige badan pe bhiga aanchal simta hua hai uf touba 

jaise gangan pe chand sa badal lipta hua hai uf touba 

uth ke lehra ke chalna banke nagan machlna 

in adayo pe batayo pyar aaye ki na aaye

sawan ki pari chup chup hai khadi 

aa aa la la la la 

mujhko akeli jaan ke barkha aaj satayi hay alallh 

jab jab chmke bijli ghta main dil dar jayi hay alallh 

uske koi diwana chhere dil ka fsana easi baato 

pe batao jaan jaaye ki na jaye 

sawan ki pari chup chup hai khdi 

pani ki bunde galo ko chume julfe se khele mast hawa

maine jara si baat kahi to ruth gayi kyu jaane wafa

pyar dil mai chhupana jhutha gusaa dikhana 

in adayo pe batayo pyar aaye ki na aaye

sawan ki pari chup chup hai khadi

bhigi julfe khuli hai shok nazre jhuki hai 

in adayo pe batayo pyar aaye ki na aaye 

sawan ki pari chup chup hai khadi 

sawan ki pari chup chup hai khadi

bhigi julfe khuli hai shok nazre jhuki hai 

in adayo pe batayo pyar aaye ki na aaye

sawan ki pari chup chup hai khadi

Explore this song