Roman script

sawan ke jab baadal chhaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

aur bhu humko tum yaad aaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

aur bhu humko tum yaad aaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

kam na hua duniya ka andhera 

kam na hua duniya ka andhera 

kaise kaise deep jalaye 

kaise kaise deep jalaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

sabko padi hai apni apni 

sabko padi hai apni apni 

kaun kisi ka dard bataye 

kaun kisi ka dard bataye 

sawan ke jab baadal chhaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

aadmi ki pahchan yahi hai 

aadmi ki pahchan yahi hai 

girta jaye sambhalta jaye 

girta jaye sambhalta jaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

pagal dil ka kaun bharosa 

pagal dil ka kaun bharosa 

jane kya kab dil mein samaye 

jane kya kab dil mein samaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

ishq ko ye pahchan nahi hai 

ishq ko ye pahchan nahi hai 

kaun hai apne kaun paraye 

kaun hai apne kaun paraye 

sawan ke jab baadal chhaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

aap bhi ab naushaad palatiye 

aap bhi ab naushaad palatiye 

saare parinde ghar laut aaye 

saare parinde ghar laut aaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

aur bhu humko tum yaad aaye 

sawan ke jab baadal chhaye 

sawan ke jab baadal chhaye

Explore this song