Roman script

sawan ke din aaye re sawan ke din aaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

ghar ghar sayje sajaye re ghar ghar sayje sajaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

kab tak odhu purani chunariya

kab tak odhu purani chunariya

sudar rup lajaye re sudar rup lajaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

sawan ke din aaye re ho sawan ke din aaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

ghar ghar sayje sajaye re ghar ghar sayje sajaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

nayi chunariya rup nikhare nayi chunariya rup nikhare

laal chunaria rang ubhare laal chunaria rang ubhare

dekho to man lalchaye re dekho to man lalchaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

sawan ke din aaye re sawan ke din aaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

ghar ghar sayje sajaye re ghar ghar sayje sajaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

aa gayi ban me rut matwari aa gayi ban me rut matwari

cha gayi man me prem-khumari

cha gayi man me prem-khumari

joban shor machaye re joban shor machaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

sawan ke din aaye re sawan ke din aaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

sab jag mauj manaye re sab jag mauj manaye re

mohe lagi najariya mohe lagi najariya

gujar gayi joban ki batiya gujar gayi joban ki batiya

beet gayi rang-roop ki ratiya beet gayi rang-roop ki ratiya

kaun gayi rut laye re kaun gayi rut laye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

sawan ke din aaye re sawan ke din aaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

ghar ghar sayje sajaye re ghar ghar sayje sajaye re

mangwade chunariya mangwade chunariya

Explore this song