Roman script

sawan ke din aaye balma

sawan ke din aaye hai

sawan ke din aaye balma

sawan ke din aaye

tu jaldi jaldi aaja

kale kale badal chaye hai

tu jaldi jaldi aaja

kale kale badal chaye hai

sawan ke din aaye balma

sawan ke din aaye hai

sun mere balam dil ki sunau baat

kate na raat hamari, raat hamari

sun mere balam dil ki sunau baat

kate na raat hamari, raat hamari

ghadi ghadi karwat badlu sataye

yaad tumhari, yaad tumhari ho

ghadi ghadi karwat badlu sataye

yaad tumhari, yaad tumhari

mere dil ka panchi shor machaye

chain na paye, haye

tu jaldi jaldi aaja

kale kale badal chaye hai

tu jaldi jaldi aaja

kale kale badal chaye hai

sawan ke din aaye balma

sawan ke din aaye hai

jab umad umad ke kale kale

badarwa aate hai

jab umad umad ke kale kale

badarwa aate hai

hum sune dil ko tham tham ke

roye roye jate hai

hum sune dil ko tham tham ke

roye roye jate hai

chale gaye jane wale

ye karam jali kit jaye re

tu jaldi jaldi aaja

kale kale badal chaye hai

tu jaldi jaldi aaja

kale kale badal chaye hai

sawan ke din aaye balma

sawan ke din aaye hai

sawan ke din aaye balma

sawan ke din aaye hai

Explore this song