Roman script

sawan barse tarse dil
kyu na nikale ghar se dil
barkha me bhi dil pyasa hai 
yeh pyar nahi toh kya hai
dekho kaise bekarar 
hain bhare bajar me
yar ek yar ke intjar me
sawan barse tarse dil
kyu na nikale ghar se dil
barkha me bhi dil pyasa hai 
yeh pyar nahi toh kya hai
dekho kaise bekarar 
hain bhare bajar me
yar ek yar key intjar me
ek mohabbat kaa divana 
dhundhata sa fire
koyi chahat kaa najarana 
dilruba ke liye
ek mohabbat kaa divana 
dhundhata sa fire
koyi chahat kaa najarana 
dilruba ke liye
chhamachham chale pagal pawan 
aaye maja bhige balam
bhige balam fisle kadam 
barakha bahar me
sawan barse tarse dil
kyu na nikale ghar se dil
barkha me bhi dil pyasa hai 
yeh pyar nahi toh kya hai
dekho kaise bekarar 
hain bhare bajar me
yar ek yar ke intjar me
ek hasina idhar dekho 
kaisi bechain hai
raste par lage kaise 
usake do nain hai
ek hasina idhar dekho 
kaisi bechain hai
raste par lage kaise 
usake do nain hai
sach puchhiye toh mere yar 
dono ke dil beikhtiyar
beikhtiyar hain pahali bar 
pahali bahar me
sawan barse tarse dil
kyu na nikale ghar se dil
barkha me bhi dil pyasa hai 
yeh pyar nahi toh kya hai
dekho kaise bekarar 
hain bhare bajar me
yar ek yar ke intjar me
sawan barse tarse dil
kyu na nikale ghar se dil
barkha me bhi dil pyasa hai 
yeh pyar nahi toh kya hai
dekho kaise bekarar 
hain bhare bajar me
yar ek yar ke intjar me
lyrics typed by:pournima gujar.

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Hariharan