Roman script

badal garajne laga sawan barasne laga

badal garajne laga sawan barasne laga

chhayi mohabbat ki pyasi ghata ye dil tarasne laga

badal garajne laga sawan barasne laga

chhayi mohabbat ki pyasi ghata ye dil tarasne laga

ye hawa ka jhonka hai bada deewana

aa gale laga le kyu kare bahana

kya pyas jage kya aag lage ye boond hai ke angaare

ras ghol gayi kuch bol gayi barsaat ki bochhare

sanso ne sanso ko aise chhua jiwan mehakne laga

badal garajne laga sawan barasne laga

badal garajne laga sawan barasne laga

chum lun labo se ye khili jawani

hai bada nashila baarisho ka pani

meri janejigar inkaar na kar baaho me mujhe tu bhar le

teri jaan hun me kurbaan hun me

jo chahe jiya wo kar le

tune jo pahlu me mujhko liya ye tan mahakne laga

badal garajne laga sawan barasne laga

badal garajne laga sawan barasne laga

chhayi mohabbat ki pyasi ghata ye dil tarasne laga

Explore this song