Roman script

Sawalon mein ye kaisi zindagi

Gumaan hai gumaan..

Nazar yeh kisko dhoondti

Dhuaan hai dhuaan..

Hai kayi sargoshiyaan..

Kyun jalti hai tanhaaiyaan

Sawalon mein ye kaisi zindagi

Gumaan hai gumaan..

Nazar yeh kisko dhoondti

Dhuaan hai dhuaan..

Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai

Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai

Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai

Jiski na ho manzil ek aisa raasta hai

Hai kayi sargoshiyaan..

Kyun jalti hai tanhaaiyaan

Sawaalon mein ye kaisi zindagi

Gumaan hai gumaan..

Nazar yeh kisko dhoondti

Dhuaan hai dhuaan..

Kyun har nazar mein, Ik ajab si tishnagi hai

Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai

Kyun har nazar mein, Ik ajab si tishnagi hai

Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai

Hai kayi sargoshiyaan..

Kyun jalti hai tanhaaiyaan

Sawaalon mein ye kaisi zindagi

Gumaan hai gumaan..

Nazar yeh kisko dhoondti

Dhuaan hai dhuaan..

Explore this song