Roman script

sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji

maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji

aaja dil ki kare saude baazi

kya naraazi arrey aare aare yaar

sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji

maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji

aaja dil ki kare saude baazi

kya naraazi arrey aare aare yaar

sauda hai dil ka yeh, tu kar bhi le

mera jahaan baaho me tu bhar bhi le

saude me de kasam, kasam bhi le

aake tu nigaaho me sanwar bhi le

sauda udaano ka hai ya aasmaano ka hai

le le udaane meri, le mere par bhi le

sauda umido ka hai, khwaabo ka nindo ka hai

le le tu ninde meri, naino me ghar bhi le

sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji

maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji

aaja dil ki kare saude baazi 

kya naraazi arrey aare aare yaar

dil kahe tere main hontho se baato ko chupke se lu utha

uss jagah dhire se, haule se gito ko apne main du bitha

ho dil kahe tere main honto se baato ko chupke se lu utha

uss jagah dhire se, haule se gito ko apne main du bitha

sauda taraano ka hai, dil ke fasaano ka hai

le le taraane mere, honto pe dhar bhi le

sauda ujaalo ka hai, roshan khayalo ka hai

le le ujaale mere, aaja nazar bhi le

sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji

maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji

aaja dil ki kare saude baazi

kya naraazi arrey aare aare yaar

sidhe saada, sidha sidha

maine tum ko, tune main ko

main kabhi bhulunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula

aadate jaisi hai tu meri, aadate kaise bhoolu bhala

oo main kabhi bhulunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula

aadate jaisi hai tu meri, aadate kaise bhoolu bhala

sauda yeh vaado ka hai, yaado iraado ka hai

le le tu vaade chaahe tu toh mukar bhi le

sauda ishaaro ka hai, chaahat ke maaro ka hai

le le ishaare mere, inn ka asar bhi le

sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji

maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji

aaja dil ki kare saude baazi 

kya naraazi arrey aare aare yaar

sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji

maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji

aaja dil ki kare saude baazi 

kya naraazi arrey aare aare yaar

Explore this song