Roman script

sau bar janam nahi milta milta hai ek bar o

sau baar janam nahi milta milta hai ek bar

rishte khun ke nahi banate baar baar

lut jaaye mit jaye kat jaaye insa rishto ke liye

kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

sau baar janam nahi milta milta hai ek baar

rishte khun ke nahi banate bar bar

lut jaaye mit jaye kat jaye insaa rishto ke liye

kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

aankh tisri khol de dushman ko ye bol de rudr rudr rudra

aankh tisri khol de dushman ko ye bol de

krodh ka ye tandav hai vo kaurav tu pandav hai

uda de, uda de, uda de dushmano ki nidra

ho kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

zulm ko sehna zulm hai aaj tera ye dharm hai

tere rakt ka jo katil hai uski maut teri manzil hai

vardan shankar ka hai naam tera rudra

kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

sau bar janam nahi milta milta hai ek bar

rishte khun ke nahi banate bar bar

lut jaye mit jaye kat jaye insa rishto ke liye

kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

kya soch raha hai rudra dikha pralay ki mudra

Explore this song