Roman script

sau baar ki tauba, fir bhi kar baitha dil 

sau baar ki tauba, fir bhi kar baitha dil 

pyar pyar pyar 

jo hoga dekha jayega, jab ho hi gaya 

jo hoga dekha jayega, jab ho hi gaya 

pyar pyar pyar 

ho main to angur ki shahajadi 

jisko dekhu main kar du sharabi 

ho main to angur ki shahajadi 

jisko dekhu main kar du sharabi 

pyar ki har najar ek adaa hain 

pyar ki har adaa lajavabi 

o hoye hoye hoye 

jo hoga dekha jayega, jab ho hi gaya 

jo hoga dekha jayega, jab ho hi gaya 

pyar pyar pyar 

ho maikade mere hontho ke pyase 

mere baho pe botal fida hain 

maikade mere hontho ke pyase 

mere baho pe botal fida hain 

pilo pilo mohabbat ki madira 

varna duniya me rakha hi kya hain 

o hoye hoye hoye 

jo hoga dekha jayega, jab ho hi gaya 

jo hoga dekha jayega, jab ho hi gaya 

pyar pyar pyar 

ho tum javaan main jawaan rut hansin hain 

aur mauka bada dilnashi hain 

tum javaan main jawaan rut hansin hain 

aur mauka bada dilnashi hain 

baat marne ke kya ho khabar kya 

isko kahte hain jannat yahi hain 

jo hoga dekha jayega, jab ho hi gaya 

jo hoga dekha jayega, jab ho hi gaya 

pyar pyar pyar 

sau baar ki tauba, fir bhi kar baitha dil 

sau baar ki tauba, fir bhi kar baitha dil 

pyar pyar pyar

Explore this song