Roman script
teri ye aankhe mujhe bawra kare aankho me meri kayi rang hai bhare sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare o mere humdum dil ki zara sun, baaho me aa bikhre sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare aankho me dekha jo tune, to bata kya dekha ho maine hai naam tumhara surme se likha ye surme ki dhaari kare hai hoshiyari kya padhe kya na padhe sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare tu to sukun hai mera, main piya shor hu ha pehle thi aur koi main, ab koi aur hu na tu hi badli hai, na main hi badla hu badli hai bas nazre sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare o mere humdum dil ki zara sun, baaho me aa bikhre sau baar ye kahe dil, ke aaja tujhe pyar kare sau baar ke aaja ke aaja tujhe pyar kare ke aaja tujhe pyar kare, ke aaja tujhe pyar kare
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: Omar Nadeem
- Film / album: Yamla Pagla Deewana (2011)
- Composer: Sandesh Shandilya
- Lyricist: Irshad Kamil
- Actor: Dharmendra
- Actor: Sunny Deol
- Actor: Bobby Deol
- Actor: Kulraj Randhawa
- Actor: Nafisa Ali
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Johny Lever
- Actor: Puneet Issar
- Actor: Mukul Dev
- Actor: Himanshu Mallik
- Actor: Sucheta Khanna
- Actor: Amit Mistry
- Actor: Emma Brown
- Actor: Digvijay Rohildas
- Actor: Krip Suri
- Actor: Gurbachan
- Actor: Lokesh Tilakdhari
- Actor: Nikunj Pandey
- Actor: Raj
singer: Shreya Ghoshal, Omar Nadeem