Roman script

satya jo bhi organization system ki khilaaf chalta hai 
use underworld ka naam diya jata hai 
aaj ke din police ye dawa karti hai ki 
usne underworld ko khatm kar diya hai 
lekin police aur neta dono ko 
ye samajhna chaahiye 
ki jab tak system se nakhush log rahenge 
aur samaaj gareeb aur ameer ke beech antar rahega
tab tak duniya ki koi bhi police 
underworld ko khatam nahi kar sakti
satya is back again now 
satya is the power, satya got control 
satya got the rok, satya is the goal
east goes to the west coast 
satya is on the road
he is new in system under that pistol
underworld kabhi marta nahi
sirf uska roop badalta rehta hai 
aur itihaas gawaah hai 
ki har ek naye underworld ki 
shuruvat kabhi na kabhi sirf ek aadmi ne kiya hai 
ab 2013 me ek naye underworld ki shuruvat 
ye aadmi jo abhi abhi train se utra hai 
ye karne wala hai iska naam hai satya
satya satya satya satya
satya back again in game 
satya back again, satya back again 
satya back again, satya back again
shehar ke naami rayees 
aur is khel ke kuchh puraane chawal 
ye sab samajh gaye the ki 
satya me kuchh nahi bohat kuchh hai 
kuchh aisa jiski wo izzat karne lage 
aur kuchh aisa jisse wo darne lage 
satya ki unnati bas ek policy pe zor se badhne lagi 
aur wo policy thi taakat ki asli power 
usko chhupa ke rakhne me 
maangne se kab milta chhinne se sab milta

satya back again

Song details

singer: Arsalaan Akhoon, Kary Arora

actor: Anaika Soti, Punit Singh Ratn