Roman script

satrangi sapano ki thandi si chhaanv ho

khushiyon ka adda ho masti ki duniya ho

aisa andekha anokha hamaara ghar

hoga aankho ka sitaara hamaara ghar

aisa jahaan ho jaha apna raaj ho

ho ho ho ho ho

aisa niraala hansin aab ho

chhat ho na koi na deewaar ho

panchchhi gaane gaate ho, daali milane aati ho

patton ki bhari ghataaye chhaati ho

aisa andekha anokha hamaara ghar

hoga aankho ka sitaara hamaara ghar

aisa jahaan ho jahaan apna raaj ho

satrangi sapano ki thandi si chhaanv ho

Explore this song