Roman script

sathi janam maran ka tu sathi janam maran ka tu

kadam kadam par dunia me ha kadam kadam par dunia me

sathi janam maran ka tu

sobha mere ghar ki hai ronak dunia bhar ki hai

rounak dunia bhar ki hai janam maran ka sathi tu hai

sathi janam maran ka tu

tujhse sukh jee ka tujh bin jag fika

tujh bin jina kya tu mera mai tera re

tu mera mai tera re janam maran ka sathi tu hai

janam maran ka sathi tu hai

sathi janam maran ka tu

man ki khushiyo ke moti or hire

pag pag par bikhre man phula jag bhula re

man phula jag bhula re

janam maran ka sathi tu hai

janam maran ka sathi tu hai

sathi janam maran ka tu

kadam kadam par dunia me ha

kadam kadam par dunia me ha

sathi janam maran ka tu

Explore this song