Roman script
dil ke dil me kya chhupa hai ye to bas dil ko pata hai. dil ke dil me kya chhupa hai ye to bas dil ko pata hai dhadkano pe kiska pehra kaun kab kyun dil me thehra dil ke dil me kya chhupa hai ye to bas dil ko pata hai kya azab es dil ki ada hai sarphira hai sarphira hai dil to kuch kuch sarphira hai sarphira hai sarphira hai dil to kuch kuch sarphira hai khwahison se ankh micholi khelta hai dil hamesha kasmkash ki bandhishein bhi jhelta hai dil hamesha khwahison se ankh micholi khelta hai dil hamesha kasmkash ki bandhishein bhi jhelta hai dil hamesha chehre pe ishtihar laga kar ghoomta hai hashraton ki numaish karke jhoomta hai sarphira hai sarphira hai dil to kuch kuch sarphira hai sarphira hai sarphira hai dil to kuch kuch sarphira hai yeh samajh na paya koi karta hai dil kyon nadani dil ke lakhon hisse hain aur dil ki lakhon hain kahani yeh samajh na paya koi karta hai dil kyon nadani dil ke lakhon hisse hain aur dil ki lakhon hain kahani yeh dil jo atka to atak hi jata hai tadapta hai to khamosh rehta hai sarphira hai sarphira hai dil to kuch kuch sarphira hai sarphira hai sarphira hai dil to kuch kuch sarphira hai sarphira hai sarphira hai
Song details
- Singer: Shahid Mallya
- Film / album: Sadda Adda (2012)
- Composer: Shamir Tandon, Band Of Boys, Ramji Gulati
- Lyricist: Shamir Tandon
- Lyricist: Sandeep Nath
- Actor: Karanvir Sharma
- Actor: Rohin Robert
- Actor: Bhaumik Sampat
- Actor: Kunal Pant
- Actor: Rohit Arora
- Actor: Shaurya Chauhan
- Actor: Kahkkashan Aryan
- Actor: Parimal Aloke
- Actor: Maryam Zakaria
Song video
lyricist: Shamir Tandon, Sandeep Nath